Skip to main content

Posts

Showing posts with the label MP Education

CM Rise School Admission 2026: सिलेक्शन की पूरी प्रक्रिया और नियम—जानिए कैसे मिलेगा आपके बच्चे को 'Pro' स्कूल में एडमिशन!

  Date: 26 February, 2026 | By: Yogesh (VisionVaultPro) Dosto, Madhya Pradesh sarkar ke CM Rise Schools aaj ke samay mein kisi bhi ba de Private school ko takkar de rahe hain. 2026 mein in schools ka craze itna badh gaya hai ki har parent chahta hai ki unka bacha yahan padhe. Lekin sawal ye hai ki— Selection kaise hota hai? Kya koi exam dena padta hai ya lottery nikaliti hai? Aaj Vision Vault Pro par main aapko CM Rise School Admission 2026 ki aisi "Puri Jankari" dunga jo aapko kahin aur nahi milegi. 🏫 CM Rise School क्या है? (The 'Pro' Education) Ye schools MP sarkar ka ek aisa initiative hain jahan World-Class infrastructure, Smart Classes, Digital Labs, aur Free Transport (bus suvidha) milti hai. Sabse achhi baat? Ye sab kuch Bilkul Free hai! 📅 Admission 2026: Important Dates (Tentative) Event Expected Dates 2026 Notification Release February 2026 (Last Week) Application Start March 2026 (First Week) Last Date to Apply March 2026 (Last Week) Selection List/...