Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Seekho Kamao Yojana

Seekho Kamao Yojana 2026: क्या नए Registration शुरू हो गए? जानिए किसको मिलेगा ₹10,000 Stipend!

  Dosto, kya aapne apni padhai poori kar li hai par abhi tak job nahi mili? MP Sarkar ki Mukhyamantri Seekho-Kamao Yojana (MMSKY) un sabhi students ke liye ek umeed ki kiran hai jo "Experience" ke saath-saath "Pocket Money" bhi chahte hain। Lekin 2026 mein is yojana ka kya status hai aur registration kaise karna hai? Chaliye poori jankari vistar se jaante hain। 1. 2026 में Stipend का गणित (Kitna Paisa Milega?) Is scheme ki sabse achhi baat ye hai ki aapko aapki qualification ke hisab se har mahine 'Stipend' milta hai: Qualification Monthly Stipend 8th - 9th Pass ₹8,000 10th - 12th Pass ₹8,500 ITI Pass ₹9,000 Diploma / Graduate / PG ₹10,000 Note: Is stipend ka 75% paisa Sarkar deti hai aur 25% wahi company deti hai jahan aap training le rahe hote hain। 2. Real-Life Experience: Form भरने से पहले ये जान लो! Maine bahut se students se baat ki hai jo is yojana ka labh le rahe hain। Unka "Asli Experience" ye kehta hai: Portal ki Suvidha: Registration...